Wednesday, April 30, 2008

$traight from My Heart (Part-II)



~$~ These are not $ayaries But It'$ my Feelings expressed in the form of $ayari ~$~

~*_~*_~*_~*_~*_~*_~*_~*_~*_~*_~*_~*_~*_~*_~*_~*_~


Ek ladki se hum pyar kar bethe,
Bina soche samje izhar kar bethe,
Wo to has kar inkaar kar gaye,
Aur hum rote rote apni Zindagi gawa bethe.

~@~@~@~@~@~@~@~@~@~@~@~@~@~@~@~


Lakh koshish karte hai hum unhe bhulane ki,
Par yaad aa hi jate hai,
Hum chupate hai unhe apni muskurahat me,
Par aankho me aansu bankar nazar aa hi jate hai.


~#~#~#~#~#~#~#~#~#~#~#~#~#~#~#~


Ye Aankhein aaj bhi unhe dekhne ke liye tarasti hai,
Ye Dil aaj bhi unki yaadoein me dhadakta hai,
Aankhein to aansu bahakar saant ho jati hai,
Magar Dil tadapkar hi reh jata hai.


~!~!~!~!~!~!~!~!~!~!~!~!~!~!~!~!~!~!~!~!~!~!~!~!~!~


Ab to purani yaadoein me hi jeene ko Dil chahta hai,
Ab to naye Dost banane me bhi ye Dil katrata hai,
Purana yaado ke sath akele jee na payenge hum,
Isiliye ab to maut ko seene se lagane ko Dil chahta hai.


~*_~*_~*_~*_~*_~*_~*_~*_~*_~*_~*_~*_~*_~*_~*_~*_~


Kyu ye Aankhein aaj nami nami si hai,
Kyu ye Aansuoein se bhari bhari si hai,
Jaha dekho Wha khusiya hi khusiya hai,
Fir bhi, unke bina har khusiya me kuch kami kami si hai.


~$~[~$~}~$~[~$~]~$~[~$~]~$~[~$~]~$~[~$~]~$~


Ab to khud par hi bharosa nahi,
Dusro par bharosa karna dur ki baat hai,
Unke bina Zindagi me jeet kisi kaam ki nahi,
Harna to dur ki baat hai.

~+@~+@~+@~+@~+@~+@~+@~+@~+@~+@~+@~+@+~


Aankhoein me neend hai to so bhi jao,
Dil hai gamo se bhara to ro bhi jao,
Is gamo ke sath kabhi tum has na sakoge,
Pal bhar ke liye is gamo ko bhul bhi jao.

”=;=”=;=”=;=”=;=”=;=”=;=”=;=”=;=”=;=”=;=”=;=”=;=”=;=”=;=”


Hum galat the, aap sahi the,
Hum to chale gaye the par aap wahi the,
Jab aaye laut ke to paaye,
Aankho se dur par Dil ke paas aap hi the.


~$~!~$~!~$~!~$~!~$~!~$~!~$~!~$~!~$~!~$~!~$~!~$~


Aaj aapne bhi humko ehsaas dila diya,
Haste the aapke sang aaj apne bhi rula diya,
Koi gila nahi aapse, bhul hamari hi thi,
Jo aapko itna jaldi apna khas bana liya.
~&~&~&~&~&~&~&~&~&~&~&~&~&~&~&~&~&~

Hum aapko kabhi tanha nahi chodenge,
Bhul se bhi kabhi Dil se juda nahi hone denge,
Dosti ki hai to vishwaas rakhna is Dost par,
Khud ko mita denge par Dosti ko kabhi nahi tutne denge.


<~@~>~<~@~>~<~@~>~<~@~>~<~@~>~<~@~>~<~@~>


Din ki shuruaat tumse hai,
Mehfil ki sajawat tumse hai,
Jina nahi tumhari Dosti ke bina,
Ye Zindagi ki khusiya tumse hai.


#-#-#-#-#-#-#-#-#-#-#-#-#-#-#-#-#-#-#-#-#-#-

No comments: